Sex Problems Se Related Kuch Baatay

Janiye Sex Se Judi Baat
Janiye Sex Se Judi Batain

Sex education se ladke aur ladki me Keya Ziyada hawas ka Jazba nahi badhegi?

Iska jawab nahi hai, kyuki ek study ke douran pata chala hy ki, Adult education yon shiksha den eke baad prayog (sex karne ki chahat) karne ki iccha nahi hoti, or sathhi sahi jankari milne ke baad se unki ye sex ke prati chahat bhi shant ho jati hai, ve samajh jate hai ki iska sahi waqt shadi ke baad hai, jinke liye ve proyog karte hai. Itna hi nahi balki jin desho me sex education di gai hai vaha ki study karne par sex crime ratio kam hota nazar aya yaha tak ki nahi ke barabar hote jate hai.

Sex Se Mayoosi Or Uska Nateeja

Sex se Mayoos log hi galat tarike se sex ka satisfaction pane ki koshish karte hy, or iski wajah nawjawani me apni power ko khona hota hai, jab unme sex ke anand ko lena ka maza nahi hota to wo galat kaam ka saharah lena shuru karte hai, Moral collapse, nashe ki adat, porne movie dekh kar bhi sex crime badte hai or samaj ko ganda karte hai, isiliye aaj ke daor me sex education nawjawano ko dena behad zaroori ho gaya hai.

Bahot se Sawalo ki Trah Ek Sawal Yeh bhi hai ki Kiya Prostitution ko license Dena Chahiye india me?

Experts ki research ke anusaar shayad prostitutionko license mil jaye to bhi sex crime ko kam kiya ja sakta hai or bohot had tak is gande juraim ki samaj se khatam kiya ja sakta hai, kyuki jin desho me prostitution ko license mila hai vaha yon apradh kam hote nazar aa rahe hai. Sex ki Jankari par , Bharat me bhi  discus kar isay qaim karna chahiye.

Jab ki Dekha Gaya hai ki sex jo relationship or mohabbat ka hissa hota hai, vahi kabhi kabhi crime me badal jata hai or samajh ko ganda karta hai logo ko aurat ki izzat bhula deta hai. Hajaro sawal hote hai, sabke man me is bare me, lekin aaiye hum aapko batate hai, sex se related topic jo aapko iske asl maqsad or miaar samajhne me kafi help krengay,

Hum weekly is site par SEX se related tamam samasya or unka hal pesh kare gay, or mumkin huwa to sex ki bimari or unki dawa bhi fraham karengay.

Jaise Ki,

  • Premature Ejaculation
  • Early Discharge
  • Nightfall
  • Erectile Dysfunction
  • Low Blood in Penis
  • Vagina Looseness
  • Breast Enlargement
  • Penis Enlargement

Weekly Posting Topic On Sex Education

Sex Education in Hindi

Intezaar Kijiye in Saare topics Par hum kafi details se baate kare gay, or aap ko is topic ki books bhi hamari taraf se di jaygi,

agar aap log chahetay ho hum hamare mission ko aage badhate rahe to isme aapko hamari help karna hongi ….. bas itna kijiye ki apni ek comments zaroor post kijiyega.

2 thoughts on “Sex Education in Hindi”
  1. maine apke dwara likha bhut kush pada aur kush sikhne ko mila apna kam band mat karna its good knowledgeable do it. thank u

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *